NEET UG!!!! Medical entrance exame neet ug 2024 me kisi bhi student ke marx kam aye hai. unke liye indian army ke popular collage AFMS se Bsc nursing karne ka mauka hai. yah course 4 year ka hai. Bsc nursing me addmition start ho chuka hai. Course apply karne ki last date 7 august hai. Apply karne liye www.joinindianarmy.nic.in web site par ja kar apply kar skte hai. Neet ug ke number ke anusar addmition diya jayega jisme 220 seat hai aur Delhi, Mumbai, Lucknow, Kolkata, Pune me collage hai.
AFMS Me Bsc Nursing Me Addmition Lene Ka Process Hai!!! AFMS me Bsc Nursing ke addmition NEET UG 2024 ke number ke anusar aur general intelligence ka computer test, general english, cycology assessment aur interview ke performance ke adhar par hoga.
Bsc Nursing Ke Liye Eligibility!!! Bsc nursing me apply karne ki eligibility hai. Divorce women dacumentry tarike se alag ho chuke ho, Apply karne wali ki age 1 octuber 1999 se 20 september 2007 ke bich honi chahiye, education eligibility 12th pass hona chahiye kam se kam 50% se aur physics chemisty biology aur english subject hona cahaiye.
Bsc Nursing Ke Liye UG Number!!! AFMS ke Bsc nursing force me addmition neet ug ke score par hota hai. Report ke anusar Bsc nursing ke liye GENERAL ko 50 percentile, OBS ke liye 40 percentile, SCST ke liye 40 percentile, DIVYANG ke liye 45 percentile, OTHERS ke liye 40 percentile ki jarurat hai.
Rehena Khana Free Aur Sath Me Stipend Bhi Milega!!!!! AFMS me Bsc nursing ke course me 4 year tak khana rehena stipend aur course complete hone ke bad job bhi diya jayega.