Olympic Games Paris 2024… Paris 2024 Olympic

Olympic Games Parish 2024

Olympic games Paris 2024 !!! Tokyo 2020 me INDIA se 124 athlete ki team gai thi. Jo ab tak ka sabse badha INDIA Olympic team tha. India ne Tokyo Olympic game me 7 sabse jada game jeeta tha. Jisme Neeraj Chopadha ka men bhala phek competition me etihasik Gold Medal bhi samil hai.

Paris 2024 Olympic

Parish 2024 Olympic me 16 sports discipline me 117 athletics INDIA team me samil hai. Jisme 70 men and 47 women samil hai. 95 Medal ke liye competition karenge.

44 Sal ke tenis Rohan Bopnna Paris 2024 me India ko present karne wale sabse age me jade athlete hai. Jabki 14 sal ke sweemer Dhinidhi Desunghu age me sabse kam athletic hai. INDIA team 29 athletes ke sath sabse badha athlete team hai.

Tap shooter Bhaunees Mediratta ne 2022 AIS-ASF Wold champion me INDIA ka pehela Paris 2024 kota jeeta tha. Lekin Natinal trial ke bad last team ke liye jagah nahi bana sake. Eski jagah par Prithviraj Todiman ko men ki tramp competition me arakshan diya gaya.

Halaki, shooting aur kushti jaise game me arakshan sirf kisi country ke dwara hasil kiya jata hai. Ha ki personal athlete dwara eska matalab yah hai ki jis athlete ne arakshan hasil kiya hai ose dusare sportmen se badala ja sakta hai.

INDIA Ke Nishanebazo ne pahali bar sabhi Olympic shooting game me arakshan hasil kiya hai.

Manu Bhakar dwara women ki 10 meter Air Pistol aur women ki 25 meter Pistol me National trial me pahala sthan hasil karne ke bad, National Rifal Association of INDIA ( NRAI ) ne bhi women trap shooting ke liye Pistol arakshan me se ek ke len-den kiya jisme shortgun ke liye Pistol me ek arakshan khali ho gaya. Wahi khali arakshan Shrey Singh ko mila. Jo women ki trophy ke liye competition me bhag legi.

olympic games paris 2024

Olympic games paris 2024 qualifing samay ke dauran INDIA ke liye men ki 10 meter air rifal shooting arakshan hasil karne wale Rudraksh Patil bhi final team me jagah nahi bana sake National trial ke bad Sandeep Singh ne unaki jagah liya hai. esi tarah Tillatama Sen, Akhil Shyoran, Mehuli Ghos, Shreyanka Sadagi, Varun Tomar, aur Palak Guliya, jinhone apni-apni competition me arakshan hasil kiya tha. Wah bhi apni jagah banane se picche rah gaye.

Olympic games Paris 2024 National Olympic commety ke pas Olympic game me apne sambandhit county ke Representation ke liye vishesh adhikar hai. Paris game me athlete ki participation onaki NOC par nirbhar karti hai. Jo onhe Paris 2024 me onake delegation ka representation karne ke liye selection karti hai.

Esi bich Race walker Priyanka Goswami aur Akshdeep Singh Paris 2024 qualify karne wale pahale INDIAN the.

Olympic games Paris 2024 Men ki 20 km Rase walk me INDIAN athlete ne Paris Olympic me bheja ja sakta hai. Esiliye Akshdeep singh, Vikash Singh, aur Paramjeet Singh Visht ko select kiya gaya. Jabki Ram Babu ko jagah nahi mili.

Esi bich Priyanka aur Akshdeep ne mairathan race walk mishrit rile competition me INDIA ke liye arakshan hasil kiya wahi Suraj Paris Olympic me Priyanka ke sath zodhi banayenge.

Entry manak hasil karna Olympic qualification process ka sirf ek hissa hai. Paris 2024 Olympic game ke liye ( NOC ) team me kise select kiya jayega espar last faisala National Olympic Commety ka hai.

Murli Shreeshankar men ki lambi kud me qualifing manako ko pura karne me kamyab rahe the. Lekin wah guthane ki chot ki vajah se pure 2024 series se bahar ho gaye hai. Aur Paris 2024 me hissa nahi lepayenge.

INDIA ne june me Bankok me Olympic qualifire me Jaisin Lemboriya ke madhyam se women ke 57 kg me mukkebazi arakshan fir se prapt kar liya hai. Jab mul arakshan Dharak Parveen Hudda jinhone 2023 Asea gamo me slot book kiya tha. Unhe air about ( shtith janch ) me vifal hone ki vajah se nilambit kar diya gaya tha.

Olympic games Paris 2024 Badminton me sportsmen ranking ke adhar par cut hasil kar sakate hai. aur NOC ko unaki first rank karne ki jarurat hoti hai.

https://quickkhabar24.com

Leave a Comment